Shayad kabhi na kr paau vo kavita khatam mai
Kyoki likhi hi thi kabhi tumhe padhane ke liye
Itni baar haar kr bhi seekha na Mai kuch
Krne jaa raha rha vohi galti mai
Vo toh shukr hai paramatma ka
Ki yaad dila di saari galtiyan
Kyun na ho paaya mai tera
Kyu kabhi nah ho ska mai tera
Dobara nahi krunga yeh galti mai kabhi
Yeh judaai ka dard mai kabhi bahar nahi nikalunga
Kavita bhale hi khatam kr lu
Kabhi tujhe nahi padhaunga
Koi nahi jaanega yeh baat
Mere aur uss ishwar ke siva
Galtiyan kri toh kya hua
Mohabbat toh sachi kri thi
Bepanah kri thi
Khud se bhi zyada sirf tumse kri thi
No comments:
Post a Comment